•  

     

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    Ho Maayusion Ke Chonge Utaar Ke Phenk De Na Saare
    Candle Yeh Shaam Ka Phoonk Raat Ka Cake Kaat Pyaare
    Seekha Na Tune Yaar Humne Magar Sikhaaya Re
    Dumdaar Nuska Yaar Humne Jo Aazmaaya Re
    Aasuon Ko Chooran Chaba Ke Humne Dakaar Maara Re


    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    Tu Munh Phulaa Le Suraj Bhi Dhalne Lage
    Arrey Tu Muskura De Chand Ka Bulb Jalne Lage
    Tu Chup Rahe Toh Maano Behri Lage zindagi
    Tu Bol De Toh Parde Kaano Ke Khulne Lage
    Ek Bandh Bottle Ke Jaisa Kya Haa Baitha Hai
    Khaali Dil Se Bhar De Na Glass Yeh Hamara Re


    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    votre commentaire
  •  

     

    Khoob Parda Hai Ke Chilman Se Lage

    Baithe Hain
    Saaf Chuthe Bhi Nahin

    Saamne Aate Bhi Nahin


    Sunno (x8)

    Tum

    Sunno (x8)

    Tum
    Chilman (x8)
    Chilman Uthegi Nahin
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin (bis)


    Sun Lo Tum Chilman Uthegi Nahin
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin
    Sun Lo Tum Chilman Uthegi Nahin
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin


    Tum Udhar Ho Chilman Ke
    Roshni Ho Chan Chan Ke
    Aayegi Aashiqon Tak Rukegi Nahin
    Taana Dhom Dhom Dhom

    Taana Dhom Dhom Dhom
    Taana Dhom Dhom
    Taana Na Na Dhom Dhom Dhom
    Taana Dhom Dhom Dhom

    Taana Dhom Dhom Dhom
    Taana Dhom Dhom
    Taana Na Na Dhom Dhom Dhom


    Sun Lo Tum Chilman Uthegi Nahin
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin

    Sunno (x8)

    Tum

    Sunno (x8)

    Tum

    Sunno (x8)

    Tum

    Sunno (x8)

    Tum
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin (bis)
    Dagina Dinak Tum Tum (x4)


    Kaisi Hai Yeh Dastaan (bis)
    Kuch Na Hum Ne Kaha

    Kuch Na Tum Ne Kaha
    Baat Pahonchi Kahaan Se Kahaan
    Kaisi Hai Yeh Dastaan

    Dagina Dinak Tum Tum (bis) 


    Khoob Hai Yeh Junoon Aapka
    Shukriya (ter)
    Hai Junoon Ka Jo Yeh Dawaa
    Toh Huzur Ka Hai Kya Iraada
    Ek Naam Japenge

    Jhoom (ter)
    Taana Dhom Dhom Dhom (bis)
    Taana Dhom Dhom
    Taana Na Na Dhom Dhom Dhom

    Taana Dhom Dhom Dhom (bis)
    Taana Dhom Dhom
    Taana Na Na Dhom Dhom Dhom


    Mann Tu Shudam Tu Mann Shudir
    Mann Tan Shudam Tu Jaan Shudi
    Takasma Bo Yad Baa Dasi
    Mann Ki Dharm Tu Hi Dharin


    Kya Kahoon Tum Ajeeb Lagte Ho (bis)
    Door Jitna Bhi Ja Rahe Ho Tum
    Mujhko Utne Kareeb Lagte Ho (bis)
    Kya Kahoon Tum Ajeeb Lagte Ho
    Meri Kismat Mein Tum Nahi Phir Bhi (bis)
    Mujhko Apna Naseeb Lagte Ho (bis)
    Dagina Dinak Tum Tum

    Dagina Dinak Tum
    Sun Lo Tum Chilman Uthegi Nahin
    Jalwon Ki Roshni Milegi Nahin

     
    Tum Udhar Ho Chilman Ke (x4)
    Ek Baar Utha Do Parda
    Ek Baar Dikha Do Jalwa
    Iss Dil Mein Chupalu Tumko
    Saansoon Mein Basalu Tumko
    Aankhon Mein Sadaa Ki Khatir
    Tasveer Banalu Tumko
    Aanewali Tanhaayi Kal Saath Jo Apne Layi (bis)
    Gam Ki Bhari Zanjeerein
    Toh Hongi Yeh Tasveerein
    Inhe Dekh Ke Main Jee Loonga
    Tum Jaao Kahin Tum Raho Kahin (bis)
    Wahan Gunjenge Yeh Bol Meri Dhadkan Ke (bis)
    Dhadkan Dhadkan Dhadkan Dhadkan (bis)
    Wahan Gunjenge Yeh Bol Meri Dhadkan Ke (bis)
    Tum Udhar Ho Chilman Ke
    Roshni Ho Chan Chan Ke
    Aayegi Aashiqon Tak Rukegi Nahin


    Taana Dhom (ter)

    Taana Dhom (ter)
    Taana Na Dhom

    Taana Dhom (bis)
    Taana Na Na Dhom

    Taana Dhom (bis)

    Taana Dhom (ter)

    Taana Dhom (ter)
    Taana Na Dhom

    Taana Dhom (bis)
    Taana Na Na Dhom

    Taana Dhom (bis)


    votre commentaire
  • John Abraham

     

     

    Farhan Abraham (OUI, IL TRICHE, IL S'APPELLE FARHAN!!!!) est né le 17 décembre 1972 (39 ans) à Bombay. D'abord mannequin, il entame sa carrière bollywoodienne avec un thriller érotique : Jism, dans lequel il rencontre sa compagne de 9 années, Bipasha Basu.


    Une image soignée de macho dans Dhoom aux côtés d'Abishek Bachchan avec lequel il tournera ensuite la célèbre comédie Dostana, l'a hissé au rang de superstar sexy de Bollywood, rien que ça. Mais son rôle le plus émouvant est sans doute celui Narayan, un jeune disciple de Gandhi, dans Water.

     


    7 commentaires
  •  

     

    Kaise Naino Se Naian Milaon Sajna

    Kaise Mein Aise Na Ghabrau Sajna

    Kaise Aaye Aise Mohe Laaj Sajna

    Chuna Na Dekho Mohe Aaj Sajna


    Dhoom Taana Ta Dhoom Taa Na Na Na Na (bis)

    Dhoom Taana Kehna Kehna


    Mriganaini Tu Na Jaane

    Prem Kitna Mere Mann Mein Hai

    Yeh Bechaini Maangti Hai

    Roop Jo Tere Yowan Mein Hai

    Tera Phool Sa Hai Ang

    Tere Ang Mein Hai Rang

    Tere Rang Ke Main Sang Goriye

    Tere Rang Mein Hai Roop

    Tere Roop Mein Hai Dhoop

    Teri Dhoop Hai Anoop Goriye

    Sajna Se Kahe Aaye Laaj Sajani

    Choone De Ang Mohe Aaj Sajani


    Dhoom Taana Ta Dhoom Taa Na Na Na Na (bis)

    Dhoom Taana Kehna Kehna


    Dhalki Dhalki Phirthi Hoon

    Thalki Thalki Si Phirti Hoon

    Jispe Yeh Mera Koi Jam Hai Jaise

    Nazarein Milaati Hoon

    Khwaabon Mein Saama Jaati Hoon

    Dil Mein Bas Jana Mera Kaam Hai Jaise

    Dil Mein Bas Ja Maine Roka Kab Hai

    Lekin Kya Armaan Hai Mera Yeh To Samjhaane De

    Sajna Se Kahe Aaye Laaj Sajani

    Choone De Ang Mohe Aaj Sajani


    Dhoom Taana Ta Dhoom Taa Na Na Na Na (bis)

    Dhoom Taana Kehna Kehna


    Kaise Banjaara Mann Ki Baat Mein Aaye

    Kaise Ek Raaja Ko Manmit Banaye

    Kaise Pehnu Main Pyar Ka Yeh Taj Sajna

    Karte Tum Kyun Dil Pe Raj Sajna


    Dhoom Taana Ta Dhoom Taa Na Na Na Na (bis)

    Dhoom Taana Kehna Kehna


    Mriganaini Tu Na Jaane

    Prem Kitna Mere Mann Mein Hai

    Yeh Bechaini Maangti Hai

    Roop Jo Tere Yowan Mein Hai

    Mere Meet Tere Geet

    Tere Geet Mein Hai Preet

    Teri Preet Meri Jeet Goriye

    Meri Jeet Mein Bhi Haar

    Meri Haar Mein Hai Pyaar

    Mere Pyaar Mein Ikraar Goriye

    Bhool Ke Saare Kaamkaaj Sajni

    Chhoone De Ang Mohe Aaj Sajni

    Aaye Na Kaise Mohe Laaj Sajna

    Chuna Na Dekho Mohe Aaj Sajna


    Dhoom Taana Ta Dhoom Taa Na Na Na Na (bis)

    Dhoom Taana Kehna Kehna


    votre commentaire
  •  

     

    Maiyya Yashoda, Yeh Tera Kanhaiya (bis)
    Panghat Pe Meri, Pakde Hai Baiyan,
    Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,
    Maiyya Yashoda, Yeh Tera Kanhaiya,
    Panghat Pe Meri, Pakde Hai Baiyan,
    Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,


    Gokul Ki Galiyon Mein, Jamuna Kinaare,
    Woh More Kankariya, Chhup Chhup Ke Maare,
    Natkhat Adayen, Soorat Hai Bholi,
    Holi Mein Meri Bhigaye Woh Choli,
    Baiyan Na Chhode, Kalaiyan Marode (bis)
    Paiyan Padun Phir Bhi, Peechha Na Chhode,
    Meethi Meethi Baaton Mein, Mujhko Phansaye, Hai.
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,


    Jab Jab Bajaye, Mohan Muraliya,
    Chhan Chhan Chhanakti Hai, Meri Payaliya,
    Nainon Se Jab Woh Kare Chhedkhani,
    Dil Thaame Reh Jaye, Prem Deewani,
    Sudh-Budh Gawai, Neende Udayee (bis)
    Jo Karne Baithi Thi, Woh Kar Na Payee,
    Badi Mushkil Se Dil Ko Sambhaala, Hai.
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,


    Gokul Ka Kanha, Har Dil Mein Samaaya,
    Main Bhagyashaali, Unhe Maine Paaya,
    Maana Ke Sabke, Hain Yeh Kanhaiya,
    Kehlayenge Par, Tumhare Hi Maiyya,
    Pyara Piya Hai, Tumne Diya Hai (bis)
    Mamta Ke Aanchal Mein, Humko Liya Hai,
    Charano Mein Teri O Maa Humko Rehna Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Haan Ji Haan (bis)
    Ramji Ki Kripa Se.


    votre commentaire