• Les chansons (avec paroles)

    Alors voilà, je publierais dans cette rubrique les chansons de films avec les paroles. Evidemment, sur un blog tout frais, ne vous attendez pas à en trouver des masses et des masses... J'avance doucement ;)

     

    Mais surtout, si vous aimez particulièrement une chanson et que vous aimeriez que je poste les paroles, rien de plus simple qu'un petit commentaire dans le livre d'or ou n'importe où ailleurs !


    PS : N'oubliez pas que j'applique ici une translitteration, c'est-à-dire que j'écris de l'hindi en alphabet latin pour qu'il soit compréhensible, il se peut donc que vous trouviez d'autres orthographes ailleurs.

     

     

    Bon visionnage 

  •  

     

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    Ho Maayusion Ke Chonge Utaar Ke Phenk De Na Saare
    Candle Yeh Shaam Ka Phoonk Raat Ka Cake Kaat Pyaare
    Seekha Na Tune Yaar Humne Magar Sikhaaya Re
    Dumdaar Nuska Yaar Humne Jo Aazmaaya Re
    Aasuon Ko Chooran Chaba Ke Humne Dakaar Maara Re


    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    Tu Munh Phulaa Le Suraj Bhi Dhalne Lage
    Arrey Tu Muskura De Chand Ka Bulb Jalne Lage
    Tu Chup Rahe Toh Maano Behri Lage zindagi
    Tu Bol De Toh Parde Kaano Ke Khulne Lage
    Ek Bandh Bottle Ke Jaisa Kya Haa Baitha Hai
    Khaali Dil Se Bhar De Na Glass Yeh Hamara Re


    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re

    Gun Gun Guna Re (bis)

    Gun Gun Guna Yeh Gaana Re


    votre commentaire
  •  

     

    Biraha Saudai Banke Shehnai
    Kaano Mein Thu Meri Chhed Jaaye Re (bis)
    Tan Ki Deewani Man Ka Naa Maani
    Man Bola Tan Beiman Haay Re
    Haay


    Re Aga Bai Halla Machaye Re (bis)
    Ki Laagi Laagi Laagi Kaisi Man Me Agan Haaye
    Jaagi Jaagi Jaagi Yovan Me Chubhan Haaye
    Aga Bai Halla Machaye Re
    Re Aga Bai Halla Machaye Re
    Aiyyaa (x4)


    Ba, Baali Um
    Baali Umar Se Laali Thodi Maang Ke
    Maine Khwabon Ki Rangoli Hai Sajaai
    Aayi Laxman-Rekha Bhi Mai Laangh Ke
    Haay Kaisi Talab Kheench Laayi


    Aaye Piya Ki Mehak Jahaa Sandhali
    Mor Man Kaah Bhare Hai Angdaai
    Chhod Bagiya Ko Bhagi Aisi Main Kali
    Mujhko Bhanwaro Ki Bhaaye Parchhai
    Pinjre Ki Maari Hirni Bechari
    Sheron Se Jaake Naina Ladaaye (bis)


    Tan Ki Deewani
    Man Ka Naa Maani
    Man Bola Tan Beiman Haay Re
    Haay


    Re Aga Bai Halla Machaye Re (bis)
    Aiyyaa (x4)


    1 commentaire
  •  

     

    Naina Laggeyan Baarishan
    Tu Sukke Sukke Sapne Vi Pijj Gaye
    Naina Laggeyan Baarishan
    Rove Palkan De Kone Vich Neend Meri


    Kaali Kaali Khaali Raaton Se
    Hone Lagi Hai Dosti
    Khoya Khoya In Raahon Mein
    Ab Mera Kuch Bhi Nahi
    Har Pal Her Lamha, Main Kaise Sehta Hoon
    Har Pal Her Lamha Main Khud Se Yeh Kehta Rehta Hoon


    Tujhe Bhula Diya, Oh (ter)
    Phir Kyun Teri Yaadon Ne
    Mujhe Rula Diya, Oh
    Mujhe Rula Diya


    Teri Yaadon Mein Likhte Jo Lafz Dete Hai Sunaai
    Beete Lamhe Poochhte Hain Kyun Hue Aise Juda Khuda
    Khuda Mila Jo Yeh Faisla Hain
    Khuda Tera Hi Yeh Faisla Hain
    Khuda Hona Tha Woh Ho Gaya
    Jo Tune Thha Likha


    Kaali Kaali Khaali Raaton Se
    Hone Lagi Hai Dosti
    Khoya Khoya In Raahon Mein
    Ab Mera Kuch Bhi Nahi
    Har Pal Her Lamha, Main Kaise Sehta Hoon
    Har Pal Her Lamha Main Khud Se Yeh Kehta Rehta Hoon


    Tujhe Bhula Diya, Oh (ter)
    Phir Kyun Teri Yaadon Ne
    Mujhe Rula Diya, Oh
    Mujhe Rula Diya


    Naina Laggeyan Baarsihan
    Tu Sukke Sukke Sapne Vi Pijj Gaye
    Naina Laggeyan Baarsihan
    Rut Birha De Badlan Di Chhaa Gay


    Dol Pal Tujh Se Juda Thha,
    Aise Phir Rasta Muda Thha,
    Tujh Se Main Khone Laga,
    Juda Jaise Hone Laga,
    Mujh Se Kuch Mera


    Tu Hi Mera Liye Abb Kar Dua,
    Tu Hi Is Dard Se Kar De Juda,
    Tera Hoke Tera Jo Main Na Raha,
    Main Yeh Khud Se Kehta Hoon


    Tujhe Bhula Diya, Oh (ter)
    Phir Kyun Teri Yaadon Ne
    Mujhe Rula Diya, Oh

    Mujhe Rula Diya


    votre commentaire
  •  

     

    Dhak Dhak Karne Laga, Ho Mora Jiyara Darne Laga (bis)
    Saiya Baiya Chhodna, Kachchi Kaliya Tod Na (bis)
    Dil Se Dil Mil Gaya, Mujhase Kaisi Ye Haya (bis)
    Tu Hai Meri Dilaruba, Kya Lagti Hai, Va Re Va (bis)
    Dhak Dhak Karne Laga, Ho Mora Jiyara Darne Laga


    Apana Kaha Jab Piya Tune Mujhe, Main Meethe Meethe Sapane Sajane Lagi
    Dekha Meri Rani Jab Maine Tujhe, Meri Soi Soi Dhadkan Gaane Lagi
    Jaadu Tera Chhane Laga, Meri Nas Nas Mein Samaane Laga
    Kkud Ko Main Bhulane Laga, Tujhe Saanson Mein Basane Laga
    Rishta, Ab Ye Rishta, Saathi Tutega Na Tode Kabhi
    Dil Se Dil Mil Gaya Mujhase Kaisi Ye Haya
    Dhak Dhak Karne Laga, Ho Mora Jiyara Darne Laga


    Uljhi Hai Kali Kali Lat Teri, Zara In Zulfon Ko Suljhane To De
    Itani Bhi Kya Hai Jaladi Tujhe, Ghadi Apane Milan Ki Tu Ane To De
    Aise Naa Bahane Bana, Meri Rani, Ab To Bahon Mein Aa
    Aise Naa Nigahen Mila, Koi Dekhega To Sochega Kya
    Masti Chhai Hai Masti, Ake Lag Jaa Gale Se Abhi


    Dhak Dhak Karane Laga, Ho Mora Jiyara Darne Laga (bis)
    Saiya Baiya Chhodna, Kachchi Kaliya Tod Na (bis)
    Dil Se Dil Mil Gaya, Mujhase Kaisi Ye Haya (bis)
    Tu Hai Meri Dilaruba, Kya Lagati Hai, Va Re Va (bis)
    Dhak Dhak Karane Laga, Ho Mora Jiyara Darne Laga
    Dil Se Dil Mil Gaya, Mujhase Kaisi Ye Haya


    votre commentaire
  •  

     

    Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
    Ik Ladka, Ik Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye


    Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
    Ik Dooje Se Hue Judaa, Jab Ik Dooje Ke Liye Bane
    Teri Meri, Meri Teri Prem Kahani Hai Mushkil
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye


    Saara Din Bit Jaaye, Saari Raat Jagaaye
    Bas Khayal Tumhara, Lamha Lamha Tadpaaye
    Yeh Tadap Keh Rahi Hai Mit Jaaye Faasle
    Yeh Tere Mere Darmeyaan Hai Jo Saare


    Ik Dooje Se Hue Judaa Jab Ik Dooje Ke Liye Bane
    Teri Meri Baaton Ka Har Lamha Sab Se Anjaana
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye
    Ik Ladka, Ik Ladki Ki Yeh Kahani Hai Nayi
    Do Lafzon Mein Yeh Bayaan Na Ho Paaye


    votre commentaire


    Suivre le flux RSS des articles de cette rubrique
    Suivre le flux RSS des commentaires de cette rubrique