•  

    Poster Ke Jungle Main

    Glamour Ke Daldal Mein

    Roshni Ki Hulchul Mein

    Gossip Mein, Scandal Mein

    Har Dil Mein Basti Hoon

    Main Heroine Hoon (bis)

    Jeena Marne Ye Aaina

    Khud Ko Bhi Toh Na Pehchana

    Naqaab Banke Mera Tisna

    Main Khiladi Hoon Ya Khilona

    Kabhi Teekhi Kabhi Namkeen Hoon

    Main Heroine Hoon (bis)

    Link-Up Mein Break-Up Mein

    Girget Se Make Up Mein

    Bistar Ke Silwat Mein

    Kahani Ki Karwat Mein

    Tanha Main Rehti Hoon

    Main Heroine Hoon (bis)

    votre commentaire
  •  

    Maiyya Yashoda, Yeh Tera Kanhaiya (bis)
    Panghat Pe Meri, Pakde Hai Baiyan,
    Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,
    Maiyya Yashoda, Yeh Tera Kanhaiya,
    Panghat Pe Meri, Pakde Hai Baiyan,
    Tang Mujhe Karta Hai, Sang Mere Ladta Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,

    Gokul Ki Galiyon Mein, Jamuna Kinaare,
    Woh More Kankariya, Chhup Chhup Ke Maare,
    Natkhat Adayen, Soorat Hai Bholi,
    Holi Mein Meri Bhigaye Woh Choli,
    Baiyan Na Chhode, Kalaiyan Marode (bis)
    Paiyan Padun Phir Bhi, Peechha Na Chhode,
    Meethi Meethi Baaton Mein, Mujhko Phansaye, Hai.
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,

    Jab Jab Bajaye, Mohan Muraliya,
    Chhan Chhan Chhanakti Hai, Meri Payaliya,
    Nainon Se Jab Woh Kare Chhedkhani,
    Dil Thaame Reh Jaye, Prem Deewani,
    Sudh-Budh Gawai, Neende Udayee (bis)
    Jo Karne Baithi Thi, Woh Kar Na Payee,
    Badi Mushkil Se Dil Ko Sambhaala, Hai.
    Ramji Ki Kripa Se, Main Bachi (bis)
    Ramji Ki Kripa Se,

    Gokul Ka Kanha, Har Dil Mein Samaaya,
    Main Bhagyashaali, Unhe Maine Paaya,
    Maana Ke Sabke, Hain Yeh Kanhaiya,
    Kehlayenge Par, Tumhare Hi Maiyya,
    Pyara Piya Hai, Tumne Diya Hai (bis)
    Mamta Ke Aanchal Mein, Humko Liya Hai,
    Charano Mein Teri O Maa Humko Rehna Hai,
    Ramji Ki Kripa Se, Haan Ji Haan (bis)
    Ramji Ki Kripa Se.

    votre commentaire
  •  

    Mhare Hiwda Mein

    Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
    Bhavre Ne Machaya Shor, Khili Dil Ki Kaliyan,
    Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,

    Tu Nai Naveli Dulhan Hai,
    Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai,

    Tu Nai Naveli Dulhan Hai,
    Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai,
    Teri Mehendi Se, Tere Gajre Se,
    Mehka Mehka Mera Jeevan Hai,
    Mere Sawalon Ka Jawaab Banke Tu Aai Sajaniya,

    Mhare Hiwda Mein
    Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
    Aisi Bandhi Pyar Ki Dor, Hui Main Bavariya,
    Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,
    Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,

    Bhavre Ne Machaya Shor, Khili Dil Ki Kaliyan,

    Yah Pyar Ka Sawan Aaya Hai,
    Sang Preet Ka Mausam Laaya Hai,

    Yah Pyar Ka Sawan Aaya Hai,
    Sang Preet Ka Mausam Laaya Hai,
    Jo Dil Mein Chhupa Ke Rakha Tha,
    Woh Raaz Labon Par Aaya Hai,
    Dil Mein Basake, Apna Banake, Le Chalun Prem Nagariya,

    Mhare Hiwda Mein
    Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,
    Chahe Le Jao Jis Ore, Sang Chalungi Saiyan,
    Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya,
    Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya,

    Bhavre Ne Machaya Shor, Khili Dil Ki Kaliyan,

    Yeh Chand Sitaron Ki Baaraat,
    Layee Hai Ghadi Suhani,

    Yeh Chand Sitaron Ki Baaraat,
    Layee Hai Ghadi Suhani,
    Kya Baat Hai, Mere Saath Hai,
    Mere Sapnon Ki Rani,
    Barson Sataya Tune, Chain Churaya, Main Aaj Na, Chhodoon Baiyan.

    votre commentaire
  •  

    Chali Re (bis)
    Junoon Ko Liye
    Katra (bis)
    Lamho Ko Diye
    Pinjre Se Uda
    Dil Ka Shikra
    Khudi Se Maine Ishq Kiya Re Hha

    Jiya Jiya Re Jiya Re (ter)
    Jiya O Ho

    Jiya Jiya Re Jiya Re (ter)
    Jiya O Ho

    Make The Way For Akira
    Pop It Up Move Aside She Is Here
    Hey Get Up Everybody Wanna Be Her
    Wanna See Her She Is Akira

    Chhote Chhote
    Lamho Ko
    Teetli Jaise Pakdo Toh
    Haathon Mein Rang
    Reh Jaata Hai
    Pankho Se Jab
    Chhodo Toh
    Waqt Chalta Hai
    Waqt Ka Magar
    Rang Utarta Hai Akira
    Udte Udte Phir

    Ek Lamha Maine

    Pakad Liya Re

    Jiya Jiya Re Jiya Re (ter)
    Jiya O Ho

    Jiya Jiya Re Jiya Re (ter)
    Jiya O Ho

    votre commentaire
  •  

    In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain
    Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain
    Khamosh Si Hai Zameeen Hairaan Sa Falak Hai
    Ek Noor Hi Noor Sa Abb Aasmaan Talak Hai
    Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
    Husn Hai Sari Adaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein

    Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
    Husn Hai Sari Adaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein

    Kaisa Yeh Ishq Hai
    Kaisa Yeh Khwaab Hai
    Kaise Jazbaat Ka Umda Sailab Hai
    Kaisa Yeh Ishq Hai
    Kaisa Yeh Khwaab Hai
    Kaise Jazbaat Ka Umda Sailab Hai
    Din Badle Raatein Badli Raatein Badli
    Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain

    In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain
    Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain

    Samay Ne Yeh Kya Kiya
    Badal Di Hai Kaya
    Tumhein Mene Paa Liya
    Mujhe Tumne Paya
    Mile Dekho Aise Hai Hum
    Ke Do Sur Ho Jaise Madham
    Koi Jyada Na Koi Kaam
    Kise Aag Mein Ke Prem Aag Mein
    Jalte Dono Hi The

    Tan Bhi Maan Bhi
    Maan Bhi Hai Tan Bhi
    Tan Bhi Maan Bhi
    Maan Bhi Hai Tan Bhi

    Mere Khwaabon Ke Is Gulistaan Mein
    Tumse Hi Tum Bahar Chai Hai
    Phoolon Mein Rang Nahi The Lekin
    Dil Mein Khusboon Tumhi Se Aai Hai

    Kyon Hai Yeh Arzoo Kyon Hai Yeh Zustzu
    Kyon Dil Bechain Hai Kyon Dil Betaab Hai
    Kyon Hai Yeh Arzoo Kyon Hai Yeh Zustzu
    Kyon Dil Bechain Hai Kyon Dil Betaab Hai
    Din Badle Raatein Badli Baatien Badli
    Jeene Ke Andaaz Hi Badle Hain

    In Lamhon Ke Daaman Mein Pakiza Se Riste Hain
    Koi Kalma Mohabat Ka Dohrate Farishte Hain
    Nagmein Hi Nagmein Hai Jagti Soti Fizaon Mein
    Husn Hai Sari Adaon Mein Ishq Hai Jaise Hawaon Mein

    Ishq Hai Jaise Hawaon Mein

    votre commentaire

    Suivre le flux RSS des articles de cette rubrique
    Suivre le flux RSS des commentaires de cette rubrique