•  

     

    Shishe Se Shisha Takraaye
    Shishe Se Shisha Takraaye Jo Bhi Ho Anjaam
    Oh Dekho Kaise


    Shishe Se Shisha Takraaye Jo Bhi Ho Anjaam
    Oh Dekho Kaise

     

    Chalak Chalak Chal (bis)
    Chalak Chalak Chalkaye Re
    Chalak Chalak Chal (bis)

    Chalak Chalak Chalkaye Re


    Jangh Pakawaj Tashe Baaje Chalke Jab Yeh Jaam
    Oh Dehko Kaise
    Oh Dehko Kaise

     

    Dhamak Dhamak Dham (bis)

    Dhamak Dhamak Dhamkaye Re

    Dhamak Dhamak Dham (bis)

    Dhamak Dhamak Dhamkaye Re
    Shishe Se Shisha Takraaye

    Yeh Madira Haan Yeh Madira
    Yeh Madira To Le Aati Hai Yaadon Ki Barsaat
    Chalak Chalak Ke Chalti Jaaye Dil Ko Yeh Madira
    Haan Yeh Madira Hoton Se Utre

    To Bole Dil Ki Baat
    Garaj Garaj Ke Dil Mein Garje Ghum Ke Yeh Badra
    Dil Tak Jaise Yeh Pahonchi

    Aayi Aayi, Aayi Uski Yaad
    Uski Ek Jhalak Uski Ek Jhalak

    Mil Jaaye Itni Hai Fariyad
    Itni Hai Fariyad

    Itni Hai Fariyad


    Naache Meera Jogan Banke Oh Mere Ghanshyaam
    Dekho Dekho Dekho
    Naache Meera Jogan Banke Oh Mere Ghanshyaam
    Zhank Zhank


    Oh Dekho Kaise
    Zhank Zhank Zhan (bis)

    Zhananan Paayal Baaje Re

    Zhank Zhank Zhan (bis)

    Zhananan Paayal Baaje Re


    Pyaar Mein Tere Dil Yeh Chaahe Ho Jaaye Badnaam
    Oh Dekho Kaise Oh Dekho Oh Dekho
    Dekho Dekho Dekho Dekho Kaise
    Dhirk Dhirk Dil (bis)

    Dhirktha Jaaye Re

    Dhirk Dhirk Dil (bis)

    Dhirktha Jaaye Re

    Etc.

     

     


    votre commentaire
  •  

     

    Koyi Khushi Hai Yeh Raat Aayi

    Sajdhaj Ke Baraat Hai Aayi

    Dheere Dheere Gham Ka Sagar

    Thaam Gaya Aankhon Mein Aakar
    Gunj Uthi Hai Lo Shehnaayi

    To Kho Liye Baandh Bandhayi


    Hamesha Tumko Chaha, Aur Chaha Aur Chaha Chaha Chaha

    Hamesha Tumko Chaha, Aur Chaha Kuch Bhi Nahin
    Tumhe Dil Ne Hai Pooja Pooja Pooja

    Aur Pooja Kuchi Bhi Nahin
    Na Na Nahin Na Na Nahin Nahin Nahin Nahin Nahin Kuch Bhi Nahin (ter)
     


    Khushiyon Mein Bhi Chaayi Udaasi

    Dard Ki Chaaya Mein Woh Lipti
    Kehne Piya Se Bas Yeh Aayi

    Kehne Piya Se Bas Yeh Aayi


    Jo Daag Tumne Mujhko Diya
     

    Us Daag Se Mera Chehra Khila
    Rakhongi Isko Nishaani Banakar

    Maathe Par Isko Hamesha Sajakar
    Oh Pritam Oh Pritam

    Bin Tere Mere Is Jeevan Mein Kuch Bhi Nahin Nahin Nahin Nahin Nahin

    Kuch Bhi Nahin


    Beete Lamhon Ki Yaadein Le Kar

    Ojhal Kadmon Se Woh Chalkar
    Dil Bhi Roya Aur Aankhen Bhar Aayi

    Mann Se Aawaaz Hai Aayi


    Woh Bachpan Ki Yaadein

    Woh Rishte Woh Naate Woh Sawan Ke Jhule
    Woh Hasna Woh Hasana Woh Rooth Kar Phir Manana


    Woh Har Ek Pal

    Mein Dil Mein Samayi Diye Mein Jalaye
    Le Ja Rahi Hoon

    Main Le Ja Rahi Hoon (bis)


    Oh Pritam Oh Pritam

    Bin Tere Mere Is Jeevan Mein Kuch Bhi Nahin
    Nahin Nahin Nahin Nahin

    Kuch Bhi Nahin


    Hamesha Tumko Chaha Aur Chaha Chaha Chaha
    Aur Chaha Chaha Chaha (ter)

    Haan Chaha Chaha Chaha

    Aur Chaha Chaha Chaha (ter)

     


    votre commentaire
  •  

     

    Ish, ish
    Bairi piya bada bedardi, ish
    Ho, bairi piya bada bedardi
    Dil ka dard na jaane saudaai
    Harjaai zulmi ram duhaai
    Kaise kahoon kaase kahoon haai ram
    Dil ka dard na jaane
    Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai


    Bairi piya bada re bedardi
    Ho, bairi piya bada be, ish


    Tu door jo tha to paas hi tha
    Ab paas hai to door hai kyoon
    Na jaane jaane jaane jaane jaane
    Tu door jo tha to paas hi tha
    Ab paas hai to door hai kyoon
    Aa paas to aa pehna bhi de yeh kangna
    Na sata, ab maan bhi le yeh kehna


    Kaise kahoon, kaase kahoon haai ram
    Pagla itna na jaane
    Na jaane, na jaane, na jaane jaane jaane haai
    Ish

     

     


    votre commentaire
  •  

     

    Aasman Ki Baahon Mein Chand Akela Thehra Tha
    Raat Ki Jawani Pe Chandni Ka Pehra Tha
    Runjhun Runjhun Hawa Ka Jhoka Ughli Ughli Raat
    Taaro Ki Doli Mein Aayi Jhilmilaati Jugnu Ki Baaraat
    Sab Ke Hoton Pe Thehri Thi Aake Koyi Baat
    Dhol Manjire Bajne Lage Padi Dafli Par Thaap


    Aur Dhumak Dhumak Kar Naach Rahi Thi Meri Radha Pyaari (bis)

    Jaane Kahan Se Raaz Rachane Aaya Chaila Girdari


    More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya
    More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya

    More Piya


    Na Bahiyaan Dharo Aati Hai Muhje Sharam
    Haan Chhod Do Tumko Hai Meri Kasam
    Na Zid Na Karo Jaane Do Mujhe Baalam
    Dekho Doongi Main Gaaliyan Bawre
    Chalo Hato Sataon Na More Piya

    More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya

    More Piya Darrta Hai Dehko Mora Jiya

    More Piya


    Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang (bis)

    Jamuna Ke Teer Baje Mridang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang

    Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang (bis)
    Hotho Pe Geet Mann Mein Umang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang
    Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang (bis)
    Saason Mein Pyaas Tan Mein Taran Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang

    Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang (bis)
    Isse Dhek Dhek Duniya Hai Tang Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang

    Kare Krishn Raaz Radha Ke Sang (x 8)

     


    votre commentaire
  •  

     

    Mausam ne li angdaayi, aayi aayi
    Laheraake barkha phir chhaayi, chhaayi chhaayi
    Jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayega

    Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hm
    Silsila yeh chaahat ka na maine bujhne diya
    Piya, yeh diya na bujha hai, na bujhega
    Meri chaahat ka diya
    Mere piya ab aaja re mere piya
    Ho, mere piya ab aaja re mere piya

     

    Is diye sang jal raha mera rom rom rom aur jiya
    Ab aaja re mere piya
    Ho, mere piya ab aaja re mere piya


    Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi
    Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi
    Aur tum vahan the, tum vahan the, tum vahan the
    Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar
    Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum


    Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai
    Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai
    O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
    Yeh hawa aur yeh bijliyaan
    Mere piya ab aaja re mere piya
    Ho, mere piya ab aaja re mere piya

    Dekho yeh pagli deewani, duniya se hai yeh anjaani
    Jhonka hawa ka aayega aur iska piya sang laayega
    Oh piya ab aaja re mere piya

     

    Silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diya 
    Oh piya yeh diya
    Ae piya, piya, piya

     


    votre commentaire